Post Counts

Bihar corona sahayta

Mukhyamantry Bihar Rahat kos ke madhyam se Mukhyamantri vishesh sahayta

Aap apne number se diye gaye Pate per WhatsApp kare. jo log bihar ke mulya niwasi hain aur wo corona ke lekar bahar mulk me phanse hue hain, unko Bihar sarkar ne 1000/- Rupee ka tatkal account transfer karne aelaan kiya hai. 

Aur sath me ek app tayar kiya gaya hai jonki aap is app ke jarie form bhar sakte hain. Jinko net chalana nahi ata wo kisi ke madhyam diye hue WhatsApp number pe WhatsApp kara sakte hain. 
WhatsApp Number:- 9431009641


Post a Comment

0 Comments